devdahiya
December 19th, 2005, 03:11 PM
Rista mera khoon ka har jat se hei aissa
Jaddon[roots] ka jo rista pedd se ho jaissa
Mere har katre mei hei ehsaan meri kaum ka
Sarre Tau,Tai,Bebe,Bhai,maa,banbbu arr Hari om ka
Pher ye batao ye jhagdda kaissa
Jaddon................................
AAkhir hamara khoon hei veer koi paani to nahi hei
Baithhna bhaiyon mei ye kissi badde syane ne kahi hei
Pher ye batao ye DWESH kaisa
Jaddon......................
Jatland ek forum banaya hamare bhalle ke liye
Na ke ek dussre ki taang kheenchne ke liye
Pher ye batao ye jhanjhat kaissa
Jaddon...............................
Mill jul kar chaloge to ho jayega sab ka bhalla
Nahin to ek idhar aur ek udhar jayega jalla
Pher ye batao ye dharam sankatt kaisa
Jaddon............................
Na karo ek dusare ki beizzati, aur na khincho apne khoon ki taang
Duniya hansti rahi hei dekh Jaton ka ye saang
Pher ye batao ye jangg kaissa
Jaddon...........................
Agar pedd ki dalli kategi to pedd ko hi hoga dard
Phir hum kyun ban gaye hein itne be-dard
Matt kaho faltu batein aur matt likho AISSA-WAISSA
Jaddon........................................
I am in tears while composing this poem.