PDA

View Full Version : Batau In Susrard


downtoearth
December 22nd, 2005, 04:20 PM
Apney notice karya hoga apney gaammaan mein jab bataau jaya karey to bethaak mein shoes uttar ke BIGHNI juraab pehn key khatt pey leaat jaya karey;)

N ueay batau apni susraad chalya gaya. Wahaan jaakey khaat pey juraab {socks} mein leaat rahya thaa. Itni derr mein ek balak kiward khool ke usne dekh key wapis challya gaya,,batau ney bhi dekh liya..Wo balaak pher dubarra aaya aur dekh ke challa gaya. Dubara batau ne bhi dekh liya key balak aaya thaaa,, Tisri baar balaak aaya aur bolya FUFFA MAIN PICHAYNA ? batau naat gaya key koni pichayana.,, Balak bhi high thaa ,,bolya>> IB AAYA THAA ! :p

captmanjeet
December 22nd, 2005, 04:47 PM
ghana anndi tha bhai!!!

devdahiya
December 22nd, 2005, 05:33 PM
Ha..ha..ha. Good joke bhai jaan.

sandeep81
December 24th, 2005, 09:12 PM
chorra kasuta tha bai.....maja aa gaya..