downtoearth
December 22nd, 2005, 08:38 PM
principal ney ek student pey puchya>>> Vaskodegama Bharat mein kaab aaya thaa?
STUDENT>>> Jadyaan {winters} mein aaya thaa
PRINCIPAL>>> bawli booch key kehwe sey tu
STUDENT>>> kitaab mein uski photo dikhe thee,, photu mein wo bada sa hat aur ek lamba sa coat pehr rahya thaa mainne sochi jaddyaan mein aaya hoga
Principal>>> TAJ mahal kahan hai?
student> delhi mein
Principal>> pichhey jaakey bench pey khardya ho ja
student>> bench pey khardya hookey taj dikh jega?
principal>>>>Aaj kaun sa vaar hai?
student>>> paani ka
Principal>>>birdi piney key kya nuksaan hain?
student>>> naya kurta phuuk deti hai
Principal>> hameen raat ko supney{dreams} kyoo aatey hain
student>>> terey bargaa bhi to dikhna howev sey:p