mukeshkumar007
December 24th, 2005, 09:25 AM
Aaj maine dekha eik Sapna, Jato ki dilo maie yeh konsi nahi subhe aai..
sabhi apas maie hans hans ke kar rehe the bate, dil ko laga sachmuch aaj wo gadhi aai..
har koi tha tayar ek dusre ki madad karne ko, dushmani ki khai ab bharti nazar aai...
hai ek nayi soch, hai ek nahi manzil, ab ek nayi disha nazar aai...
door se dekh reha tha maie khada, jato ke bitch prem ki yeh haseen angadhai...
log kehte the ki jato ko mohhabat kam hi raas aai...
lakin dekh ke ekta ki yeh misal, dil maie kushi ke lehar daud gai..
kitna galat tha mai jo logo ki baat par bharosa kar ke apni kaum ki dil maie ek galat tasvir banayi...
aaj vishvaas ki lambi daur maie puri kaum ek sath khadi nazar aai...
lakin agale hi pal jab ankhe khuli to ek dusri hi tasvir nazar aai...
soch ke hakikat ke bare maie ankhe meri bhar aai...
akhir kyo apni puri kaum ek sath manch par beth nahi paai...
lakin itne maie ek roshni ki nayi kiran nazar aai, jatland ne ek nayi umeed jagai..
delhi se saru huwa safar, banglore se mumbai hota huwa ab guargaon se Navin ne awaj hai lagai..
hona hai ek-joot hum sabko aab, mitana hai hame yeh daag ab, maine aaj yeh kasam hai khai..