ritika
December 29th, 2005, 12:56 PM
Maine kaha jindagi se,kya tayag duen tuje
Tab usne kaha nahin tumhe sangharsh hai karna
Maine kaha deepak se kya bhujha duen tuje
Tab usne kaha nahin tumhe andhkar ko hai mitana
Maine kaha grihana se kya aapna luen tuje
Tab usne kaha nahin tumhe pyar hai bantna
Maine kaha darpan se kya tore duen tuje
Tab usne kaha nahin tumhe pratibimb hai darshana
Maine kaha raste se kya chod duen tuje
Tab usne kaha nahin tumhe manjil ko hai pana
Maine poocha dil se kuen hai sawaloen se ghira
Tab usne kaha kuenki tumhe swayam ko hai pana.