PDA

View Full Version : dedicated to all jats , living abroad


downtoearth
January 5th, 2006, 10:15 PM
Kaun aayega yahan ,koi na aaya hoga
mera darvaazaa hawaaon ney hilaya hoga

Dil-e-naadaan na dhardak,,ey del-e nadaan na dhardak
koi khatt lekey,paroosi key gharr aaya hoga

Gul sey lipti huyee titli ko giraa ker dekhoo
aandhiyoon tumney darakhtoon {trees} ko giraya hoga

"KAIF" pardes mein aakar yaad na karr apna makaan
ab ki baarish ney ussey tord giraya hoga.....

..............................................
kaif bhopali sahaab /:)

deepshi
January 6th, 2006, 12:21 PM
dat was worth n applause !!!
mukarrar