dndeswal
January 27th, 2006, 01:13 PM
.
Bhatthe ka Thekkedaar (Bhoond-phook)
Puranni baat sey Bhai – katti saachi – mey tey school mey tha. Bahadurgarh halke mey MLA ka election tha (1968 mey). Ek Bahut badda thekkedaar (aapna-e jaat bhai – woh bahut sare iint-bhattyaan -brick-clins - ka maalik tha – naam samajh lyo aap-ey – boojhoge tey bataa dyoonga) - Hardwari Lal ke khilaaf election mein kharryaa tha. Raat ney mhare gaam mein aaya: election-sabha karann.
Tau Indraaj ustein nyoon bolyaa: “Arey pappi, tu mhara ke bhala karehga? Tanney tey choye taheen ke bi bhoond phook girye” !!!!
* * * * *