netrapalsingh
April 8th, 2006, 11:38 AM
ek baar ek jat pandit ke pass gayaa aur bola ki meri peedi khatam karo
pandit ji ne kha ki bharon baba ke mandir main ja aur jat chala gaya bahron ji ke mandir darshan kare vapas cala to pujari bola are kuch chadha ke ja..? jat ke pas ek jhota tha wo bola le chadhat deta hoon aur jhote ko
bhero ji ke murti se bandh gaya pujair phele he chala gya tha. Jhota bhoka marne laga to jhataka mara jewde ke our bhero baba ki moorti sath main
ghaseetaa hua jangal main le aya ab bharoon baba jangal main loodkne lage thabhi wha par laxmi devi pragat hui aur jor-jor se hasne lagi, bharon
baba bole" re hansle laxmi, too..ab tak baniye ki tijori main rahi hai kisi jat ke dhakke chadhe gi to bataunga......