rahultokas
April 10th, 2006, 05:50 PM
Ek baar kanjoos Raldu Ghee ki pippi liyaya, par uski seal konya todi. Wo aur ghar waale Pippi key roti lagaave ar khaa ley.
Ek baar Raldu ney bahar jaana pad gya. Wo ghee ki pippi nai almari mai dhar key taala maar gya. Teen din paache aake usne apni BIRBAANI tai bhujhi : Almari tai konya kholi hogi???
Raldu ki birbaani boli : Naa jii, humne tai roti almari kay ghisa kay khaali thi.
Raldu nay jhat uske ek thappad maara ar bola : Raand, tere pai teen din bhi sukki roti na khai gayee.:D :D