rakeshmaanju
July 7th, 2006, 12:52 AM
ek bar ek gaon me ek 10-12 brs ka tabar roj johare me janwar chrane jaya karta ,ek din dekha ki ek bichara bhudha baba apna dhuna ramaye betha hai usne bhi pass jaa ke beth gya,tabar sochi kyo na baba ki sewa karu bichara bhudha hai ,tabar phir roj baba ke pass jan lagya or biki chhoti moti sewa karan laga jiya bhari jhari,paani paat bhar dena ye karte karte tabar unki roti bhi bana ke de lagya.
ek din tabar ki maa boli beta aajkal tu let bahut aawe laga mero jii tere bina dare lag jya roti bhi na bhawe so tu jaldi ghar aa jaya kar,tabar baba li bat to maa se na batayi par dusra din baba se bola ,baba aaj se thari roti rati mere se na banegi or maa wali bat bata di baba ne.
baba bolya beta tere bina bhi teri maa roti khaa legi or jii bhi legi,tabar bhola tha baat pe ad gya ya koni ho sake,baba sochi balak ne eetna din bari sewa ki hai thodo en bhi badle me gyan deno chahiye.....
baba bara yogi tha,aapni dhadkan band kar leta tha or bilkul achet ho jata tha,baba ne yo vidya tabar ne bhi sikha di or phir bola kal jab sawere tane uthan aaye tab achet ho jaana or jab me tere haath lga du to jaag jana.
tabar ne vaisa hi kiya,maa aayi dekhya aaj to jaag hi nahi raha,hilaya tab bhi na utha to uski nari dekhi vaa baba ki mehrbani se band thi ,sans bhi band........ye dekh maa ne chillaana suru kiya he..bhgwan ye kya kiya mere pyare se balak ne utha liya uthana hi tha to mere ko utha leta isne to abhi jindgi thang se dekhi bhi nahi..
toba dhar sun sare aas pros ke log aa gye ,kaachi mot dekh sab ne jo jee me aaya bisa bol diya ,kaee bhudhe bole hum jindgi se dhap rakhe hai is balak ne uthaya ,bhagwan ne hame kyon nahi uthaya ebb hamari to jine se bhi jee bhrya tha bahut jee liye.......
etne me baba aa gya (baba ne to pata tha natak ka)sare log baba se kahne lagye dekho bhagwan kisa julam kiya hai .......baba soch kar bola bhai me iss balak ne jinda kar dunga par ek ne is ki jagah jaana hoga,sabhi ne ek saath kah di haaa....
baba ne kilo k dudh mangwa liya,or us me thodi haldi dalwadi(haldi bhudhe aadmiye ke liye achhi rahti hai dard vagera kam ho jata hai joro ka) ek do jhuthe sache mantra padh dale ,phir sab se bola eeb jo is dudh ko piyega vo bhagwan ke paas chala jayega or ye balak jinda ho jayega..
eeb dudh kon piye,saare ke saare nat ge,maa boli mere do bachhe or bhi hai baba een ka palan posan kon karega mere bin to ye bhi mar jayenge...
sab ne koi na koi bhana bata ke aapna aapna pind chhutwaliya.....
aakhir me baba bola bhai mere koi aage pichhe rone wala bhi nahi hai ees balak ne meri sewa bhi ki hai or ek kilo dudh gatak gya ,or tabar ke haath lagate hi tabar uth gya....or baba us ki jagah....
gao walo ko baba ne pehli hi kaha diya tha ki mere ko aap johar me phucha dena baki sare log vapis aa jaana mur ke na dekhna varna ....
sab ne vaisa hi kiya tabar ko baba ke paas chhod sare jaldi jaldi vapas aa gye.....
un ke jaate hi baba khada ho gya or bola beta dekh liya..........eb ek kaam kar ek gaddha khod ke bur de sabko ye hi batana yhan baba ko gad diya hai or aaj baad me mera yhan rehna thik nahi.....or baba vhan se hamesha ke liye chala gya.........
just for time paas