View Full Version : kavita
ritu
July 8th, 2006, 06:31 AM
jab dukha ye dil par gubar na nikla
to kavita likhi
jab asoo to nikle par chup karane wala na mila
to kavita likhi
jab kahna to chahu kuch par sunne wala na mila
to kavita likhi
fool4love
July 8th, 2006, 07:38 AM
jab dukha ye dil par gubar na nikla
to kavita likhi
jab asoo to nikle par chup karane wala na mila
to kavita likhi
jab kahna to chahu kuch par sunne wala na mila
to kavita likhi
Jab dukha ye dil.. to BP check na kiya
ye kavita kyu likhi
Jab asoo aapke nikle.. tissue na use kiya
ye kavita kyu likhi
jab kahna chaha.. to mujhe phone na kiya
ye kavita kyu likhi
ritu
July 8th, 2006, 07:51 AM
thik h ab se kavita likhna band.ab terko hi call kiya karugi.
very nice kamal.teri kavita to sach me dil ko choo gayi.thats why i always tell u that you r the funniest guy here on jatland with a very sensible sense of humor:) :D :rolleyes:
Jab dukha ye dil.. to BP check na kiya
ye kavita kyu likhi
Jab asoo aapke nikle.. tissue na use kiya
ye kavita kyu likhi
jab kahna chaha.. to mujhe phone na kiya
ye kavita kyu likhi
apspanwar
July 10th, 2006, 06:03 PM
jab dukha ye dil par gubar na nikla
to kavita likhi
jab asoo to nikle par chup karane wala na mila
to kavita likhi
jab kahna to chahu kuch par sunne wala na mila
to kavita likhi
Our sweetest songs are those that tell us of saddest thoughts ---IN ENGLISH
Viyogi hoga aadi kavi aah se upja hoga gaan ,
Nikalkar aakkhon se chupchaap bahi hogi kavita anjaan ..............IN HINDI
choudharyneelam
July 10th, 2006, 11:22 PM
Jab dukha ye dil.. to BP check na kiya
ye kavita kyu likhi
Jab asoo aapke nikle.. tissue na use kiya
ye kavita kyu likhi
jab kahna chaha.. to mujhe phone na kiya
ye kavita kyu likhi
itni funny kavita.....acchi lagi....sabko bol bol ke thak gayi main to ki ab kucch happy happy shayari likhen...lakin koi sunta hi nahin hai.....aage se tum aisa karna ki sabko aise hi funny response waali shayari likh dena...taaki dukhi shayari bhul jaayen sab.
vijay
July 10th, 2006, 11:37 PM
Jab dukha ye dil.. to BP check na kiya
ye kavita kyu likhi
Jab asoo aapke nikle.. tissue na use kiya
ye kavita kyu likhi
jab kahna chaha.. to mujhe phone na kiya
ye kavita kyu likhi
Hahahahahahahah.......
So funny, kamal. Infact, great.
cheers !