ravi.shekhar
September 3rd, 2006, 01:09 PM
aye khuda thi wo meri kismat
ya thi teri khudai
ek yaad..:cool:
zindagi ke ghoot piye jaa raha tha
beete kal ko bhula ke jiye jaa raha tha
phir ek baar waqt jeeta
phir hamne maat khaayi
ek yaad..:cool:
manzil ki raah main tak raha tha
chalte chalte akele main thak raha tha
phir saath aayi wo
ban ke parchaai
ek yaad..:cool:
mehfil ko tarasti shaam thi
ye baat bahut hi aam thi
phir ek baar jaam chalka
aur phir wo muskaai
ek yaad ki yaad..:cool: :cool: :cool: :cool:
ya thi teri khudai
ek yaad..:cool:
zindagi ke ghoot piye jaa raha tha
beete kal ko bhula ke jiye jaa raha tha
phir ek baar waqt jeeta
phir hamne maat khaayi
ek yaad..:cool:
manzil ki raah main tak raha tha
chalte chalte akele main thak raha tha
phir saath aayi wo
ban ke parchaai
ek yaad..:cool:
mehfil ko tarasti shaam thi
ye baat bahut hi aam thi
phir ek baar jaam chalka
aur phir wo muskaai
ek yaad ki yaad..:cool: :cool: :cool: :cool: