View Full Version : Sharab -ek- Bimari
vrshokeen
September 27th, 2006, 01:10 PM
SHARAB EK BIMARI HEIN
JO SAMAaJ KO KHATAM KAR RAHI HEIN
AAO MILKE ISE KHATAM KARE
EK BOTAL TUM KHATAM KARO
EK BOTAL HUM KHATAM ......
rahultokas
September 27th, 2006, 01:16 PM
SHARAB EK BIMARI HEIN
JO SAMAaJ KO KHATAM KAR RAHI HEIN
AAO MILKE ISE KHATAM KARE
EK BOTAL TUM KHATAM KARO
EK BOTAL HUM KHATAM ......
Theek sai bhai,, navraatraa paache liyaayio innh bottlaa nai,,, kar denge khatam,,, hahahaha:D
VPannu
September 27th, 2006, 01:46 PM
EK BOTAL TUM KHATAM KARO
EK BOTAL HUM KHATAM ......
:D :D Hahahahahahaha........Shokeen bhaisaab majaa aa gaya ..ghana badhiya tha yo to :D :D ....aan dyo isse baat pe ek do or(BOTTAL:cool: )
dndeswal
September 27th, 2006, 01:46 PM
.
ठीक सै भाई - पहले तुम बोतल को खतम करो, और फिर बोतल तुम को खतम कर देगी । इसनै बड़े-बड़े राज-पाट खतम कर दिये, हम-तुम कौन से खेत की मूळी सां भला !
.
ravi.shekhar
September 28th, 2006, 10:31 AM
Uncle Ji baat to sahi kah rahe ho ekdum........
vrshokeen
September 28th, 2006, 01:27 PM
aur Deswal Jee wo Shri Krishan ne bataya jo kee na koi tumhe mar sakta hein ..na ..etc etc wo yade apply nahi ho ke
desijat
September 29th, 2006, 11:21 AM
Bhai Shree Krishna ne ye to bataya ki koi kisi ko nahi mar sakta
par jo koi khud ke naash ke piche padd jaye uska shree krishna ke kare?
swati
September 29th, 2006, 11:30 AM
SHARAB EK BIMARI HEIN
JO SAMAaJ KO KHATAM KAR RAHI HEIN
AAO MILKE ISE KHATAM KARE
EK BOTAL TUM KHATAM KARO
EK BOTAL HUM KHATAM ......
good suggestion!
Kaash sab log aapki tareh sochte! to humara desh is bimari se kab ka mukt ho gaya hota:)