PDA

View Full Version : khaas baat


amitboora
October 26th, 2006, 02:32 PM
Bhaiyo thoda late aya hu Jatland par fer bhi koshish karunga ke paachli saari kasar puri karwa du aapki!!
To bhai here comes my first joke...
Ek baar Baandru(name of the protagnist) school ki chhutti maar gya master ji nay bina bataye!! Ib aagle din jab Baandru school may gaya to masterji chho mey ekdam laal peela hoya padya!! Dekhtya e Baandru ke do teen jad diye ar kaan pakad key bolya-bata ray tu kaal kyu na aaya school mey!!
Baandru-Masterji kaal ek khaas baat thi.
Masterji-Isi ke khaas baat thi??
Baandru-Masterji kaal mhari bhains ney kaatda diya tha!!
Masterji-To ismey khaas baat key hai??
Baandru-Masterji Khaas baat na hai to aap de kay dikha dyo nay!!!

seemaantil1
October 26th, 2006, 08:20 PM
hahaha:D
kati sahi kahi

rsdalal
October 28th, 2006, 07:10 AM
Nd..........

arvindsinghrot
November 3rd, 2006, 11:05 PM
bahut achi shuruaat hai boora bhai

mann123
November 5th, 2006, 05:19 AM
:D katee nd thaa bhai :D