PDA

View Full Version : SAB TEM ki maar sai pandajji


anil_rathee
November 15th, 2006, 10:36 AM
One more for u all.......

Poorane tem ki baat sai........

Ek bai apne OMI (Omparkash) ka programm ban gya haridwar nahan ka.......

wo jaan lagya , tai bhai gaam main sab nei bera paat gyaa.
Gaon main ek BAMHAN bhi tha, kishorilal - matte ki ghani bhundi aadat thi, koi kadai aaei janda ho, kimmai na kimaai apni tanhi manga ii liya karta.

Usne bera patya ek OMI haridwar ja rahya sai, tai pahunch gya uske gharaann. BOLYA "CHODHARY haridwar jaa sai, to ek dharam ka kaam kar diye, tera bhala hoga"

OMI BOLYA "haan pandajji bol ke karna sai"

KISHORI "Choudhari aata aata ek SHANKH leta aayiye, gaaon mein aaj tak kisse "

OMI nei haan bhar li.

HARIDWAR gaya , udai kai din tanhi rahya arr apne ulta chal diya.....

raste mein padosh ke gaon ke jungal main ek aake usne mandir dikhya to uske yaad aaya ek yaar KISHORI BMHAN nai sankh mangaya tha, wp tai lyana bhul gya, ib ke karun... Bamhan naraaz ho jyaga...


usne kimi samadhan nahi samajha main aaya........

urai-parai nazar ghumai tai kuch Marei odd dangara ke kankal pade the,
matte ke usmein ek gadhe ka kankal dikhya,
uski khoadi ki shape kattin shankh jisi thi, usne sochi ak bamhan nai ke kaddi sankh dekhya sai. yo hai le chalun jhadd punch kai

Usnei wa khopadi ek johad ke pani main dhoyi aur ek saaf le kapade mainlapet li.......

aar lya kai bamhan tai de di.......
ib aagale din bamhan nai sankh (khopadi) ke tikee takke kadh kai, lal latte main lapet kai arr apne mandar mein dhar diya........

pooja kar ke bajawan lagya..........

wo sankha ho tai baajaiiiiiiiii

Bamhan nai khub funk maar li, koni bajya..............

CHHORE ke hath OMI bulaya

Bolya " Choudhary yoo kisa sai mere yaar, iski tai bolti naa nikalti"

OMI BOLYA " SAB TEM KI MAAR SAI PANDAJJI, JAB ISKA TEM THA NAA , TO GAON NE SARI RAAT SOWAN NAHI DIYA KARTA, IB WAA BAAT NAA RAHI, LAPET kai DHAR dyo........."