PDA

View Full Version : JALEBI main Trade-Mark


bharti
August 28th, 2002, 04:12 PM
ek bai Surjey ka Saala uske gharan aaya. sab jaano so ... bhai tai bhatija pyara ... sab tai pyara saala.
Surjey nai sochi apne saale tai mithai khawaon , uski sewa karoon.
wo bhajja - bhaaja Nathu halwai ki dukaan pai pohncha ar bolya... Re Nathu, lya fatafat ek kilo jalebi tol de, mera saala aa rhya sai.
jalebi lekai wo gharan pohncha.
dono jija- saala baithkai jalebi khaan lag ge.
Surjey ki jalebi main ek baal aa gya. uskai bhot chcho uthya. wo jab ke jab bhaja gaya Nathu ki dukan pai ar bolya . .. Nathu , teri jalebi main tai baal sain, lya mere paishe ulte de.
ib Nathu bhi bhot chalak tha, bolya... re bawle.. yo tai mera Trade mark sai.
Surjey nai sochya, chalo hoga trade mark ar wo chup chap gharan chala gaya.

ek din pher Surjey nathu halwai ki dukan dhorekai ja tha. uska ji kargya mithai khan nai. nathu tai bolya... lya Nathu paaiyya jalebi de de. jalebi le kai wo uraye khada hoke khan lagyya. sari jalebi khatam hon nai hogi par kise main baal nahin aaya.
wo nathu tai bolya... aahn rai , aaj tai teri jalebi main trade mark kona????????
Nathu bolya... aray baawle pirad, nyon paaiyya - paaiyya jalebiyan main trade mark laan laggya tai saanjh tai ganja nahin ho lyon ga???????

anurana
August 28th, 2002, 06:17 PM
Good One Bharti! Tabhi halwai ganjje hote hain.

akdabas
August 28th, 2002, 07:34 PM
Wah Bharti ji,

kamaal kar diya Surjey nai kati,fer tai vo jarur bimaar hogya hoga, bina TRADE-MARK ki JALEBI jo khali thi usanai.

:-D :-D :-D :-D :-D :-D :-D

shokeen123
August 28th, 2002, 09:48 PM
Baharti jiji:

Agar mai Surjay ki jaghah hoti te Nathu ki Hindi kar deti...! How? I would've eatan ek kilo jalebi and never paid a cent! I would've said: "Bhai Nathu jalebiayaan mai tera trade mark te thaa e konya, paisay kis cheez ke?"

:-D

Good one, keep it up!

Sujata

rsdalal
August 28th, 2002, 10:11 PM
Bhai Ashok,
Ise ise chhote-mote trade mark te Surje bimar hon laga te chal liya uska kam.
Ye roj-Roj ke trade mark-e to surje ke sehat ka raj se.
Ashok Kumar Dabas (Aug 28, 2002 10:04 a.m.):
Wah Bharti ji,

kamaal kar diya Surjey nai kati,fer tai vo jarur bimaar hogya hoga, bina TRADE-MARK ki JALEBI jo khali thi usanai.

:-D :-D :-D :-D :-D :-D :-D

dkumar
August 29th, 2002, 12:04 PM
Bharti ji,

Really Nice One! Keep Posting!!!!!

itsnavin
August 29th, 2002, 09:16 PM
great!

naveenadalal
August 30th, 2002, 09:03 PM
bharti kamaal kar diya,

bhot badhiya !

rameshlakra
August 30th, 2002, 10:42 PM
bharti ji
yo teee kati nd arr naya chutakala sey. pad ke gaayan sa aaga.
chalan dayoo nu ye do char aur

bharti
September 2nd, 2002, 11:17 AM
thanks... all.

Sujata jiji.....yo Surja kaddey tai ghana oot tha. jab chotta tha ... skool ja kai kati raaji nahin hota.
ek din iske babu kai bhot chho utha. Surje ka hath pakar pohnch gya skool main ar master tai bolya... masterji, lyo is nalayak nai bhi kimmay shikha do.
master nai sab balkan tai kayda padha diya.
pher master balkan tai sunan laggya.
Surjey ki baari aayi, tai master nai bakri ka chitr haath tai dhak liya ar surjay tai bolya ... beta Suraj ... bata 'b' (bay) tai ke hoga???

Surjay bolya... masterji, b tai hoga Kaatra!!!!
master kai bhot chho uttha.
bolya... gadhe b tai kaatra nahin , bakri hoga.

Surjay bolya... masterji ,chitr main dekh lyo ... khur tai kati kaatre barge sain!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!