PDA

View Full Version : Jatram Tamboo

akela_jat
November 21st, 2006, 10:30 AM
ek bar ek karnal foj ki bharti karan lagraat haa, bas Interview lenaa thaa, line main ek jat bhaai bhi khara thaa, usse aage ek ki baari aai karnal sahab ne puchha, ke naam se wo bola prem chhatari, karnal sahab ne kaha chhatati se to ja hogaa bharti, jat ne sochaa ke bolu........, karnal ne puchhaa ke naam se, bhaai ne kaha 'JAATRAM TAMBOO' karnal bola yo ke hose, bhaai bolya ye chhatari patri sab uske nichhe aajaa se(matlab Tent walla tamboo)

swati
November 21st, 2006, 11:06 AM

sahi kara hahahahahaha
bhai sunil diko joke to badhiya tha,:D
par ise padhan ki liya ek chasma bhi dhar deta yahan itna chotta chotta na likha kare
any ways keep posting:)

bhupindersingh
November 21st, 2006, 06:16 PM
kasuta jawab thaa .uski to naukri pakki hogi ha ha ha .................

mann123
November 22nd, 2006, 03:02 AM
:D ND joke thaa bhai..

pmalhan
January 31st, 2007, 02:05 PM
Dus bees chatiyan pe bhari pade se yo tamboo