PDA

View Full Version : Mai to Tonk banuga.....


rajendersingh
September 13th, 2002, 11:41 PM
Bahio ar bahno Ram-Ram. Arr Baiyanpur(Sonipat lahrade ke guhandi) aap ko haath jodke 2 bar Ram-Ram. Capt. Tonk Hisar University mai security officer ban gaya. Sab na bera paat gaya. Dhaare bhai kaa bhi kisa thra Sports college Hisar mai dakihla hogaya. Usnia dekha university mai to ekkai admi ki jeeb chalai sa. Arr sports hostel mai bhi security aale uskaa jikir rakeha sa. Ek din class mai Prof. nai pucha " Bhai tum ke banoge?" Koi bolya mai to wrestling kaa coach banuga Uday Saab ki tarya". Koi Nu bolya "Mai to Shri Ram ka record toduga athelatics.Ek nu bolya ke "Hanumaan nai mai Basketball mai dekh loonga"

Jab bari Dhaare bhai ki baari aye to bolyaa" Mai na sports college mai bahot zindgi dekh li. Mai to sirf Tonk banuga."
Prof. bujan lagaya arr "Tonk to koya appointment konaya." Dhaare bhai bolya " Mane to iss Jeep alla Tonk lagnaa sa."

ranjitjat
September 14th, 2002, 02:51 AM
Rajender Bhai
bahut badhiya- yo Dharry to jeep ky bana banaya Arjun Tank hh. haaaaaaaaaaaaaaaa

anoopsingh
September 14th, 2002, 04:50 PM
bhai sachhi baat kahi, jo tora mr. tonk ka university mey tha usney dek ker to saare balak issia job ki sochhey thay.
aap ney aak bar phir se university key din yaad kara diye.sahi mey university key 5 saal kacche katte -2 kat gaye,pata bhi nahi chala.
keep posting