PDA

View Full Version : chawani ka maul


malang
April 19th, 2007, 05:37 AM
ek b ek JAT susral gaya.

arr uski sasu ghanni kanjoos thi.

wo jib bhi ja to sasu roti dede chattani aur payaj k sath aur chattani main ghanni mirch.

Aur jit wo baitha karta udye ek boora ki bori bhi dhari thi.

par sasu boora na ghalay.

eisa-eisa kai bar hoya.

jib ek b roti khan lag raha tha to uska muh ghhanna kasuta jal gaya to bori ki taraf hath kar k bolya.....
"sasu ji chawani ki mol a dede