PDA

View Full Version : Gappi jat


athntcjat
June 3rd, 2007, 02:48 AM
Ek baar ek chorrey ka rishta karan alle unke gharan aaney they,Chorrey ke babu ne baithak mein jaili dhari thi uske singad pe 500 ka note taang diya.Chorrey ka rishta karaniye age aur baithak mein baith gaye, baar baar unki nazar jaili kanya jaa aur us note ne dekhe.Ghani e war dekhe pacchya unpe datya na gaya te chorrey ke babu ne pucchan lag gye ak Ch. Saab yo ke sauda se kyame samajh na ayi.Chorrey ka babu bolya oho asal mein kaal obrey(storage) mein dhakaye the ek adha lagya reh gya hoga.

yatinder19
June 4th, 2007, 11:49 AM
Bhaai kasoota maara..
bahut badiya

naveenprakash
June 4th, 2007, 03:30 PM
DEKHE JAT KE THAATH.
jat kuch bhi kar sakta hai.

nareshsindhu
June 5th, 2007, 12:19 AM
Great one !!

shivamchaudhary
June 5th, 2007, 01:48 PM
to rista taya hua ki nahi,,,jo bhi ho...deemag to lagaya ch. sahab ne.

jagatpalsingh
June 29th, 2007, 04:55 PM
wah ji jaat sahab tohda jawab nahi
maza aay gaya

devendramalik
June 29th, 2007, 08:54 PM
ha ha ha..... superb!!!!!!!!!!!!1

dahiyathedon
July 2nd, 2007, 06:31 PM
kassota tha bhai......:)

sunitahooda
July 3rd, 2007, 10:12 AM
Repeated....this was originally posted by Rupendra Sheoran....Sorry if i disappointed the writer by any mere chance:)Ek baar ek chorrey ka rishta karan alle unke gharan aaney they,Chorrey ke babu ne baithak mein jaili dhari thi uske singad pe 500 ka note taang diya.Chorrey ka rishta karaniye age aur baithak mein baith gaye, baar baar unki nazar jaili kanya jaa aur us note ne dekhe.Ghani e war dekhe pacchya unpe datya na gaya te chorrey ke babu ne pucchan lag gye ak Ch. Saab yo ke sauda se kyame samajh na ayi.Chorrey ka babu bolya oho asal mein kaal obrey(storage) mein dhakaye the ek adha lagya reh gya hoga.

devindersingh26
July 3rd, 2007, 11:27 AM
gd miorning