shivamchaudhary
June 7th, 2007, 06:21 PM
Eak baar eak gaay(cow) eak deewar ke pass khadi hui, deewar par rakhe chare ko dekh rahi thi..paas me eak siddi(ladder) lagi hue thi..
thodi door se ye najara 3 log dekh rahe the,eak jaat, eak bihari,eak anybody.
teeno ne aapas me poocha ki gaay ko chara kaise khilaya jaye.
Anybody(normal man) bola:"siddi se chara utaar kar gaay ko khila do"
jaat thoda takatwar(pahalwaan type ka tha) wo bola: "gaay ko utha(lift up) ke chara khila do."
Bihari bola:"Ye sab karne ki kya jaroorat hai..gaay ko hi siddi se chada do..apane aap chara kha legi.""