PDA

View Full Version : Taai Special...JOKE


ajaynehra
November 22nd, 2002, 06:53 PM
Ek bah ek tai ki jaad mah dard ho gya aur chees maran laagi . Tai ho gi dukhi ghani , ar chali gai dactar dhore jaad padwaan.

doctor bolya Tai muh baa, tai nah baa liya .. doctor pher bolya ak tai thoda sa muh aur baa, tahi nah baa liya , doctor bolya tai thoda sa muh aur baa :

Tai kah ooth gya chho ... ar tai boli .. aan rah kameen kitna baaon ... tu jaad ke muh mah baith kah paadahga.


n'joy


ajay nehra

duhan
November 22nd, 2002, 10:30 PM
TAI NAE JAMA AAPNAE DIL KI BAAT KEH DEE!!

GOOD ONE!!

singhkapoor
November 23rd, 2002, 03:02 AM
Yo maza sirf haryanavi chutkale main e aa sake se.

really nice.

jogi
November 23rd, 2002, 09:55 PM
BADHIYA BHAI NEHRA....MAJA AA GAYA...

akdabas
November 26th, 2002, 01:48 AM
Ajay bhai,

bahut badhiya...