vivekdh
September 24th, 2007, 12:10 PM
kisi k haq me hee sahee wo dua to karay
wo kah nahee sakta,meri suna to karay
kabhi batayee wo aa ker meri khata muj ko
wo muj say kis liay rootha hay koi gila to karay
main lot jauu ga apni udas dunia ma
wo shaks muj say bicharnay ka faisla to karay....