PDA

View Full Version : Kala Aadmi


hoodarajesh
January 8th, 2008, 03:41 PM
ek baar ek bahut hi kala or bhunda aadmi tha .
wo roj naai ki dukan me ja or shisha dekh kar
bole.. es surat ne bhe kade kaal (yamraj )kha
jayega .
uska roj ka yo he kaam.
ek din ek jaat ne dekhya ki yo roj naai ki dukan me jaav
se ke baat h .
agle din jaat bhi pichhe pichhe ho liya .
usne shesha dekh k bola es surat ne bhi kaal kha jayega.
pichhe te jaat bolya . je es surat ne bhi kha ga to kaal bhi katti
gobar khana se....

jatbhaihiralal
January 9th, 2008, 05:20 PM
[quote=hoodarajesh;158578]ek baar ek bahut hi kala or bhunda aadmi tha .
wo roj naai ki dukan me ja or shisha dekh kar
bole.. es surat ne bhe kade kaal (yamraj )kha
jayega .
uska roj ka yo he kaam.
ek din ek jaat ne dekhya ki yo roj naai ki dukan me jaav
se ke baat h .
agle din jaat bhi pichhe pichhe ho li .

bhai hooda sb. thik kahdi jat ne........ha.hahaha..

jiddijatt
January 9th, 2008, 05:56 PM
Thik kahi aapne Hooda sahab. Kal ne j khaana a hoga to Haathi ki leed khaga usti kyan te khaavega.