ajaynehra
December 20th, 2002, 08:48 PM
Jab naam tera pyar se likhti hain ungalian
meri taraf zamane ki uthti hain ungalian
Daman sanam ka haath mein aaya tha ek pal
din raat us ek pal se mahakti hain ungalian
jis din se door ho gaye usdin se hu sanam
bus din tumhare aane ke ginti hain ungalian
pathar tarashkar na banaa taaj ek naya
fankaar ki zamane mein katti hain ungalian
AJAY NEHRA
desiJAT