PDA

View Full Version : DTC Bus Thi ak Mhaish


sanjayrathee
December 22nd, 2002, 08:44 AM
Dasian saal puraani baat sai par sai real incident, Ek Bai meri Maa ar Taai auto rikhshaw mein jaa thi tai auto aale nai ek DTC ki bus overtake karn tai ghani ek waar tai jor laa rhya tha par jagah na mil rhi thi bheed ke kaaran.
Bus ne bhi jagah ki kami thi driver ne dekhya ak yo auto aala fasya khada sai na likdta na likdan deta tai tang aake bahar muh kaad ke bolya auto aale tai are mhen baadan nai ho rhya sai chunghawega ke 8-)

anurag
December 22nd, 2002, 10:24 AM
Sanjay Bhaisahab,

Kati gajab ka tha.....er isnai aur badia karan khaatter ek line mein add kar dyun soon....

Bus aale ka dialogue suntie Tai kai uthya cho er boli, "Kyun rai beimaan teri ya bus sai ek Mhaish".....

-Anurag

rathee
December 22nd, 2002, 01:34 PM
bhai tha to yo ghana suthra par kise aur ne bhi post kar raakhya tha pehlyan bhi is site pe...!!

akdabas
December 23rd, 2002, 07:09 PM
Anurag & Sanjay Bhai,

bahut badhiya,

Kati shama sa bandh diya....ha ha ha ha......!!


keep it up.

jaatni
December 23rd, 2002, 10:43 PM
haaaaan.....maine post kiya tha....ha ha ha....
par u know....dobara sun kar bhi acha laga...
ha ha ha
simran