PDA

View Full Version : English ka Master !!!


anilsangwan
December 27th, 2002, 08:27 AM
Ek baar ek english ka master school mein padhaan laag rahya tha. To apna master balka tei bolya " Bolo bachho Gadha..gadhe ke peeche gadha....uske peeche main...aur mere peeche poora desh..." yah baat us nei teen char bei dohra dee.Headmaster bhi round pe tha.Woh sun ke bada gussa hua aur bolya master ji aap to bachhon ko kya padha rahe ho..
Master bolya: Theek to sai..main in tei "Assassination" ka meaning yaad karwaawan laag rahya tha...