loginrahul
May 6th, 2008, 11:38 AM
Bahut dino phale suna tha..arr kal ek aisse hi moke pe yaad aa gaya
Ek ber Tua Bhulan k ghar Sandu aaya....gaani raat si ho gayi thi...
Tua Bhulan ne socha ib yo Sandu Roti kavega arrr taii Khajanii birat jagi....kamakha ka kalesh ho jaga ghar me.....
Per bhai tau Bhulan ka dimag campootor se bi tej chale hai.....
Tau Bhulan : "Bhai Sandhu roti to khavega"
Sandhu: "Haan tau roti te khaani hain."
Tau Bhulan : "kitni roti kaha lega bhai..teri taii ne kahu poo degii"
Sandhu: "Tau teen"
Tau Bhulan : "arrree tu teen roti khale...tera gaath dek k to lagta nahi"
(be Sandhu ne socha tau taii gani badi roti banati hogii)
Sandhut: "Tua aaj do ki book hi do hi kha luga"
Tau: "arrr do roti.....bhai sach kar rahe hai...waise lagta to nahi"
(Sandhu ne laga bhai taii iska matlab gaane hi moti roti banati hogi)
Sandhu: "Theek hai tau bus ek hi kha lunga"
(Bas tau to iska ka intazaar karn lagraha tha)
Tau Bhulan : "aarrre mere yaar kyun ek roti pe haath sandwave ..tadkii ek roti faaltu kha liye!!!"
ha hahahah:rock:rock:rock:rock:rock