PDA

View Full Version : Haryana Ki Kali Nahi Ho Tum


avesh
May 16th, 2008, 04:20 PM
zzat humhari neelam kar pairon tale roundha gaya hai
katl karke kabar dil ki humhare haathon dhafnaaya gaya hai jeb mein paisa raha nahi hai souda humara kiya gaya hai
pighle hain patthar mom ke patthar ko aaj rulaya gaya hai
tuta hain dil kaanch ke tukdon mein tukdon mein dil ko baanta gaya hai
baha ke dariya khoon ke aansoo ilzaam humpar lagaya gaya hai
tadpoge tum zindagi mein aake zindagi ko humhare tadpaya gaya hai
samajh sake na koi humko zindagi ko aisa banaya gaya hai
haryana ki kali nahi ho tum toda gulab se kisne tumko
parda uthaya jab humne to dardnaak chehra dikhaya gaya hai:rock