PDA

View Full Version : dimaag


ssiwach
February 8th, 2003, 08:06 PM
Ek baar ek baniya ek gaddhe mein gir gaya. logon ne socha ke baniye ko bahar nikala jaaye .Jo bhi koi aata woh baniye se kahta ke DE HAATH aur baniya haath nahee deta. sabhi log pareshaan ho gaye ke baniya bahar kyon naheee aana chahta hai..
itne mein ek JAT wahan se nikala to usne poocha ke kya baat hai. logo ne kahaani bataai to jat bola ke isme kya problem hai..ek min..
JAT gaya aur BANIYE se bola - LE HAATH..aur baniye ne hath khat se pakad liya aur bahar aa gaya...
BANIYA wahan bhi LENE aur DENE mein confuse tha.

ssphougat
February 8th, 2003, 10:59 PM
dimag ka hi to khel tha
good joke

duhan
February 9th, 2003, 01:28 AM
Good one!!

akdabas
February 9th, 2003, 01:37 AM
good joke !!