akdabas
February 11th, 2003, 12:09 AM
Ak baar Chandu bimaar hogya to usaki Maa usanai hasapataal(Hospital)mai lekai gai.
Vahaan Dr. nai Chandu ko kunen ki goli khaane ko di...par Chandu kisi bhi tarah goli khaane ko raaji nahi huaa to...
Dr. ne goli laddoo ke andar rakhkar kaha:- Le beta Chandu,laddoo khaa le.
Thodi der baad Dr. ne puchha:- kyon beta,laddoo kha liya?
Chandu bolya:-haan, Dr.ji laddoo kha liya par...GUTHALI...faink di.
.