navingulia
April 2nd, 2003, 06:28 PM
Ek bai ek husband wife horror picture dekh ke ghar laute. Ib wo husband tha darpok. Raat nai usnai bathroom jaana padya. Bichara darta darta gaya ar sad de si bhaaj aaya ulta. Subah hui tai apni patni tai bolya. "pata hai raat ko kya hua? Mai bathroom karne gaya to darwaja kholte hi light apne aap jal gayi aur thandi thandi hawa chalne lagi. Mai to jaldi se bhaag aaya."
Ye sunke uski patni boli "achchaa to tum hi ho jisne fridge me susu kiya hai"
ha ha ha
Ye sunke uski patni boli "achchaa to tum hi ho jisne fridge me susu kiya hai"
ha ha ha