shailendra
August 5th, 2003, 10:20 PM
"Aari Sunti ho," Pati ne apni Biwi ko awaaz lagaai,"Maine aapne dost ko aaj shaam ko khaane pe bulaya hai!"
Biwi chilayee,"Kya kaha? Tum pagal to nahi ho gaye ho? Ghar ka haal to dekho, main bazaar bhi nahi gayee hun, saare bartan gande pade hain, aur upar se mera khaana banane ka koi man nahi hai!!!"
"Mughe wo sab pata hai!" Pati bilkul aaram se bola.
"To phir kya sochkar tumne kisi dost ko shaam ke khaane pe ghar bula liya??? gusse main aiyee Biwi boli.
Pati ne jhat kaha,"Kyunki bechara bewakoof shaadi karne ki sooch raha hai!"