shailendra
August 7th, 2003, 02:24 AM
Ek baar Ek aaurat kushi se chilaati hui ghar aaiyee aur apne pati se boli,"Jeet gayee! Main Lottery mein poore dus Carode jeet gayee! Eeeyaaaaahh!!!"
Pati bhi khoob kush ho kar bola,"Kya baat hai, Tumne to kamaal hi kar diya!!! Chalo ab batao main kis tarah ke kapde pack karun, barf waali jagah jaane ke liye ya samundar ke paas wali jagah ke liye?"
"Tum to apne saare kapde pack kar lo," Patni boli,"Tum ghar chod ke hi jo ja rahe ho!!!"