shailendra
August 20th, 2003, 09:07 PM
Ek aadmi aur uski Biwi Dentist ke Clinic mein ghusse.
Biwi boli,"Doctor saab, mughe ek daant nikalwaana hai. Per daant nikaalte waqt mughe kisi tarah ki bhi 'gas' ya dawai nahi lagwaani,...kyunki mughe bahut jaldi hai! Aap bus jaldi se daant nikal do!!!"
"Bina kisi dawai ke nikal dun?...Tum sach mein ek bahut bahadur aurat ho!" Doctor chakit ho ker bola,"To theek hai, mughe wo daant dikhao jise nikalwaana hai!"
Aurat mudi aur apne Pati se boli,"Chalo ji, jaldi se muh kholo aur Doctor saab ko apna wo daant dikhao!"