amar0974
November 3rd, 2003, 04:12 PM
Bhopal me Sastria Sangeet ka karyakaram tha. Haal Khacha-Khach bhara tha. Sangeet suru huwa. Ab Alaap suru huwa to 1 Ghanta (hour) to Aa..Aa...Aa..Aaaaaaaaaaa karney mey he lag gaya.Ye sun kar, Sewai 1 Aadmi ke Sub log uth kar chaltey baney. Sangeetag(Artist) ne Aankh khol kar dekha ke purey hall me 1 Aadmi baitha hia. Usney us Aadmi sey kaha "Wah bhai mujhey badi kushi huye ke kam se kam 1 acha Shrota to mujhey Mila".
Wo Aadmi Gusey me bola.
"Babuji, Acha Srota-Warota kuch nahi, ma Sangeet-wangeet kuch nahi jaanta. ma to yaha jo dari jis par baith kar aap ga rahey ho, usey le jaaney ke leye baitha hoon."
Hahahaaaaaaaaaaa