uday
November 17th, 2003, 02:28 PM
Ek baar ek haathi ka bachha or ek chuhe ka bachha pehli baar appney apney ghar se bahar guhmne nikley…
Thodi der main aamna saamna ho gaya… dono ne sochha ..chalo intro kar li jaye…
Hathii ka bacha … Bhai main teen mahiney ka hoon ar fla…fla jagah rehta hoon..
Chuhe ke bachey bechara boda sa… usne socha, "merabta Hai to meri Jooot ka. per hai kati mustandaa sa.."
Akhirkaar chuhe ka bachha bola.. yaar teen mahine ke to hum bhi saan.. per aajakal thoda khansi jukaam faltu ho raha hai..Jyan marey tane Halwa Sa dikhoon su…
:-)