akhil
August 6th, 2004, 08:47 PM
Ek aadmi apne Naiyee ke paas baitha tha, thabhi ek bewakoof sa dikhne waala choora whaan se khelta hua nikla. Naiyee bola,"Ya Pappu kati baawli-booch se, eeb dekhna main kis tarah se iska bewakoof kaata hun!"
Pappu se bola," Re Chorre, idhar aa!
Pappu aa ke bola,"Haan ji?"
Naiyee ne apne haath mein ek rupia ka sikka rakhha aur ek pachaas paise ka, Pappu se bola,"Inme se ek thaa le apne liye"...
Pappu ne jhat se pachaas paise ka sikka le liya!
Naiyee ne us aadmi se khaa,"Dekhya? Ha! Ha!...Main ke kehta tha?"
Aadmi ne apne baal katwa ke bahar aakar Pappu ko roka aur us se poocha,"Re Tanne pachaas pise ka sikka hi kyun thaya?"
Pappu ne uski aur dekha aer dheera se bola,"Agar main rupiye ka sikka le leta, to ya 'Game' hurdum ke liye yhanee khatam na ho jaata???"....