PDA

View Full Version : Accident

ssiwach
May 11th, 2003, 08:07 PM
Ek baar ek cycle waale ne paidal chalne waale aadmi ko takkar maar di. Cycle waala utar kar gir pade aagmi ke paas aaya aur bola :
Cyclewaala : arey o , mujhe Thank You bol kyonki maine teri jaan bachaayee hai.
Aadmi : arey , paagal hai kya. Ek to takkar maar dee aur kahta hai ke Thank You bol.. Tu mujhe sorry kah.
Cyclewala: Arey paagal , tu jaanta nahee hai mai REDLINE ( Redline used to be bus in Delhi, now blue line ) ka driver hooon , aaj galtee se cycle par hoon...!!!

akdabas
May 11th, 2003, 11:43 PM
HHKPPG.....

sukhbir1
May 12th, 2003, 12:34 AM
Ha ha ha--He was right bz Redline used 2 b--

Sukhbir Hooda

uday
May 12th, 2003, 12:17 PM
good one.. REDLINE--> Killer Monster in delhiSanjeev Siwach (May 11, 2003 10:37 a.m.):
Ek baar ek cycle waale ne paidal chalne waale aadmi ko takkar maar di. Cycle waala utar kar gir pade aagmi ke paas aaya aur bola :
Cyclewaala : arey o , mujhe Thank You bol kyonki maine teri jaan bachaayee hai.
Aadmi : arey , paagal hai kya. Ek to takkar maar dee aur kahta hai ke Thank You bol.. Tu mujhe sorry kah.
Cyclewala: Arey paagal , tu jaanta nahee hai mai REDLINE ( Redline used to be bus in Delhi, now blue line ) ka driver hooon , aaj galtee se cycle par hoon...!!!

uday
May 12th, 2003, 12:19 PM