me_rathee
November 5th, 2004, 01:09 PM
Hello All of you...................this is only for funky jats.
Zindagi Zindadili kaa naam hai,
Murda dil kyaa khaak jiya karte hai.
=================================================
Khuda se Scooter manga.. Car di;
Apartment manga.. bangla diya;
dost manga to tumhain diya..
Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia
---------------------------------------------------------------
Zindagi Hai To Khwaab Hai
Khwaab Hai To Manzilein Hai
Manzilein Hai To Fasaley Hai
Fasaley Hai To Rastey Hai
Rastay Hai To Mushkilein Hai
Mushkilein Hai To Hausla Hai
Hausla Hai To Vishawas Hai
Vishvas hai to Paisa hai
Paisa hai to Shohrat hai
Shohrat hai to Izzat Hai
Izzat hai to Ladki hai
Ladki hai to Tension hai
Tension hai to Concern hai
Concern hai to a Khayaal hai
Khayaal hai to Khwaab hai
Khawab hai to Growth hai
Growth hai to Zindagi hai
Zindagi hai to khwaab hai
Matlab duniya Gol Gol hai
Bas ghumnewala chahiye
----------------------------------------------------------------
Log ishq karte hain,
Bade shor ke saath.
Humne bhi kiya,
Bade zor ke saath.
Magar ab karenge,
Thoda gaur ke saath.
Kyonki kal usko dekha,
Kisi aur ke saath.

Aansun se palke bhigo leta hoon
Yaad teri aati hai to ro leta hoon
Socha ki bhula doon tujhe magar,
Har baar faisla badal deta hoon
--------------------------------------------------------------------------
Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath
Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad;
Is liye kamre ki ek ek cheez "check" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad"(wah-wah)
--------------------------------------------------------------
Kar diya izhare-ishq hamne telephone par,
laakh rupaye ki bat thi,
do rupaye main ho gayee.....

shairi to aati nahi shayar banne chale
shairi to aati nahi shayar banne chale
sar pe baal nahi amitabh bachan banne chale

Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi
Mohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahi
Ladka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hoga
Mohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hoga

tere baap ne mujhe itnaa peeta....
tere baap ne mujhe itnaa peeta....
ki atchi sehat ke liye piyo bournvita
-------------------------------------------------------------
dukaan mein main gaya tha lene kismi bar....

magar dekha jo dukan waali ko to bol kiss me bar bar
-----------------------------------------------------------
Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen'
bahaana gam kaa hota
hum inke ghar to aate
aai murkh tere liye yeh bolna bhi paap hoga.
... kisi din tu bhi kisi haseena kaa baap hoga !
==============================================
If you like it please mail me on funky_miheer@yahoo.co.in