jat_somveer
November 16th, 2004, 04:16 PM
:) arz kiya hai................
jindagi ki justzu me jindagi ban ja!
dhoondh mat ab roshani khud roshani ban ja!!
haakim kuchh hanskar bola to, kitna bada gajab hoga!
bematlab wo aaya hai, kuchh na kuchh matlab hoga!!
asliyat ke sath jyada der rah paya nahi !
main kabhi bhi koi achhi baat kah paya nahi !!
dooriyon ke beech koi sambandh palta raha !
tum udhar jalte rahe, main idhar jalta raha !!
aaj din bhar gar aap roye nahi,
yun samajhiye muskarana ho gaya !!