deepakdahiya
December 23rd, 2004, 12:30 AM
ek be ek jat bamhan ur baniya mata ke darsan tahi ja they…rahi me vo chora nay loot liye…te baniya bolya bhai eeb kay karen…bamhan bolya karen-gay ke mangay ge aur kha-ay-gay mangna or khana ma-hra janam sid adhikar hai…baniya bolya bhai mangna te aata nahi per tu jo bolay ga hum uski kavita bana deyge jat ne bhi haan bher li…te saray bhiksa mangan gaye…derwajay me khday ho ke bamhan ne awaj lagai bhiksa diyo mai ur bhudiya thali le ke derwajay me aa-e… bamhan nay baniya ke taraf isara kiya bol kuch…baniya bolaya tere jiyai bhatijay bhai…ur bhudiya thodi or aagay nay aa-e… bamhan nay jat ke taraf isara kiya bol kuch…jat bola tere darwajay mekhaday jamai… bhudiya ne thali dhari ur lath uthya