View Full Version : Naya Saal Haryanvi Mai
dahiyars
December 25th, 2004, 08:07 PM
Dear all
New Year 2005 is coming. Haryanvi Andaj Ke sath
Please share.
Dr.R.s.Dahiya
uday
December 27th, 2004, 02:10 PM
Aadarniye Dr. Saab,
Bahut Badhiya, kuch hamari taraf se bhi ..
sulfiya - Ganzeedi aadmi ka naya saal.
Sarey din polee main pattey pittey or taney kaun sa gyaan kamaya,
Pee ke sulfa maan-bete ka prem bhoola, dhel pe jab jutta pasaree dikhaya.
Baarjain main khada gaam haansey, jab gaal main kutey se mooh chataya,
Jananni teri gaddi joddey , re naas! kati dharm bhool gya manaas hone ka .
Tadke saanjh 8 -8 teekad todey kurrdi badhaan main roz 4 inch ka sehyog lagaya
Yo naya saal se aaya tanney ke khoya ke paya
Heesaab kadey nahi laya ya nue umar guzaree saree!
anil_rathee
December 27th, 2004, 03:20 PM
undefinedundefinedundefined
bhai dahiya
raam raam
naya saal ki bahot bahot badhai ho
ek baat kahun bhai yaa baat to badhiya kahi sai
mahare adye gaam guhan mein ghane-e bhai sain jo apni jimmedari koni samajhate
meri bhi un bhaiyan te yahey request sai ek apni jimmedai nai samjhein
aur apne kunbe ka bhi bhala karein aur saath mein desh aur samaj ki unnati mein bhi sahbhagii banein
is ke saath hi jaatland ke sabhi satiyon ko naye saal ki raam raam aur dher sari subhkamnayein
anil rathee
amar0974
December 27th, 2004, 04:02 PM
Dr. Sahab ar Dahiya Sahab, Bahut Badhia Likha. Merey Taraf se bhey Aap ko or Jatland ke sabhey Members of Naye Saal ke Mubarakbaad.
Lets may the new year will be Better than your best ones.
uday
December 27th, 2004, 04:12 PM
Bazaadsaab,
aap ko bhi mubarakbaad.
or hosla afzaee ke liye dhanyavaad !
Stay Tuned
Dr. Sahab ar Dahiya Sahab, Bahut Badhia Likha. Merey Taraf se bhey Aap ko or Jatland ke sabhey Members of Naye Saal ke Mubarakbaad.
Lets may the new year will be Better than your best ones.