anilsangwan
March 15th, 2005, 04:06 PM
Bhaiyo..
Yeh baat hai jab 1996 mein Haryana mein daaru bandhi hui thee. Mahare Gaam mein kuchh arya samaji log ekathhey huye aur fer un sab ne decide kiya ke gaam mein daaru peene waalon ki yeh buri aadat chhutayee jaaye. Kisi ne idea diya ki poore gaam mein deewaaron pe nashey ke khilaaf prachaar kiya jaaye.... Aur jo ek chai waale ki dukaan pe un logon ne likha woh yeh tha:
"Khali bottle ke lobh mein de dete ho gilaas,
Kabhi yeh bhi socha hai kaun uthaayega inki lash,
Jo hote hain hamaarey khaas - wahi karengey hamaara naash,
arey chhod do do ghoot daaru ki aas"