PDA

View Full Version : Arz kiya hai.............


singh1981
April 29th, 2005, 02:10 PM
Sharma ji apka dhyaan chahunga

Nahin mera dhyaaaan kahin aur hai aap kahiye

Aji suniye to sahi

Arz kiya hai (vah vah )

Arz kiya hai -

Vo bhi kya din the

Kyon bhai aaj raat hai kya

Are janab suniye to sahi

Vo bhi kya din the

Ab jara age badenge

Vo bhi kya din the jab ladkiyan hamain diwani hokar kiss kiya karti thi

Kamal ho gaya bhai hum mar gaye the kya

Age suniye abhi to shuruat hai

Vo bhi kya din the jab ladkiyan hamain diwani hokar kiss kiya karti thi

Lagta hai bad main sudhar gayi

Vo bhi kya din the jab ladkiyan hamain diwani hokar kiss kiya karti thi

Par hai re hamari phuti kismat

Vo to hai
Kya kismat phuti

Are pura to suniye

Vo bhi kya din the jab ladkiyan hamain diwani hokar kiss kiya karti thi

Par hai re hamari phuti kismat

?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?


kii uss waqt hum 2 saal ke hua karte the

(wah wah )

Oho ! maar hi daaaalaaaaaa............................ !

jakhar77
May 10th, 2005, 02:57 AM
Good one Sukhbir with great sense of humor.Keep it up.