PDA

View Full Version : Question


singhroha
August 16th, 2005, 03:54 PM
Aap kis ki maa ke baap key bete hain?



=







-








-------







------------------










--------------------






answer:aapney bhanje ki.

singhroha
August 16th, 2005, 04:05 PM
Ek baar ek aurat aur ek aadmi jaa rahe they to kuch paali bhaiyon ne poocha: O bhai thaara rishta ke hai?
Aadmi ne jaawab diya ki rishta to bera nahin par iski sasu or meri sasu dono maa beti hain?
To ab aap batao unka aapas mien kya rishta hai?
-


------------------







------------







-----------







answer: wo dono susra aur bahoo hain.