PDA

View Full Version : Rangilla Santa


singhroha
August 17th, 2005, 12:05 PM
Ek baar santa ke pass ek dhamaki bhara letter aaya aur usme likha tha--'Meri biwi ki taraf dekhna chhod de nahin to teri jaan le loonga"
Iss baat ko santa ne Banta ko bataya to Banta ne kaha ,haan bhai tuzhe uski biwi ko nahin dekhna chahiye,to Santa ne kaha ye to bahut muskil kaam hai.
Banta:itna zayada pyar karta hai uski biwi se?
Sant:nahin yaar usne letter mein nichey naam nahin likha!

sandeep.dahiya
August 17th, 2005, 11:45 PM
bahut badhiya.............