ashishsangwan
August 19th, 2005, 11:39 PM
RED
Sundu Jaat shivji kaa pakaa bhakt thaa. Roz mandir mey dhokh maarney jaata aur shivji tey roz naukri laagney ki pooja kartaa, par Bechaara har interview mey baahar kar diyaa jaata.
Ek din Sundu ney kardaa cho aa gayaa aur mandir mey Panditji se bola, “Pandat jay aaj meri naukri nahi laagi to teri Choti aur is Shivling, dono ney paad bagaungaa”
Shaam hui aur Panditji ko jaada chad gaya ki jai aaj Sundu ki naukri nahi lagi to saachi mey meri choti aur Shivling dono paad dega. Panditji ne Ramdhan se kaha ki bhai jaraa beraa to kaad ki kya Sundi ki naukri laagi????
Dhodi der mey Ramdhan laut kar aayaa aur bola, Pandat aaj teri khaar nahi, Sundu ki aaj bhi naukri nahi lagi aur wo Theke par daaru pee raha hai.
Panditji bohat darr gaye aur fat de seek Shivling ki jagah Ganesh ji ki murti staapith kar di aur wahaa se bhaaj gaya.
Thodi der mey Sundu nashey mey dhut mandir aaya aur chilaane lagaa, Pandat aaj tu nahi bachney waala, teri Choti aur Shivling, dono ney paad bagaungaa.
Par jaise hi Sundu Mandir key andar aaya aur Shivling ki jagah Ganesh ko dekh Chakkar khaa gaya aur bola, “OYE CHOTU PAPA KITHEY HAI!!!”