Page 34 of 79 FirstFirst ... 24 30 31 32 33 34 35 36 37 38 44 ... LastLast
Results 661 to 680 of 1570

Thread: Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

  1. #661
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    Meet Na Mila Re Manka Meet Na Mila Re Manka Koi To Milan Ka Koi To Milan Ka Karo Re Upaay Meet
    Na .. Chein Nahin Bahaar Chein Nahin Ghar Mein Mann Mera Dharti Par Aur Kabhi Ambar Mein Usko
    Dhoondha Har Dagar Mein Har Nagar Mein Gali Gali Dekha Nayan Uthaaye Meet Na .. Roz Main Apne
    Hi Pyaar Ko Samjhaoon Vo Nahin Aayega Main Nahin Paoon Shaam Hi Se Prem Deepak Main Jalaoon Phir
    Vohi Deepak Doon Mein Bujhaaye Meet Na .. Der Se Mann Mera Aas Liye Dole Der Se Mann Mera Aas
    Liye Dole Preet Bhaari Baani Raag Mera Bole Koi Sajni Ek Khidki Bhi Na Khole Laakh Taraane Kahan
    Main Sunaaye Meet Na

    Sahi kaha Di ! :p

    This one for me at the "SITUATION" lol

    Kaise jeet lete hain log dil kisi ka ?
    koi to sikha de humein pyaar ka saleeka ....:p

    koi mehbooba humko chahe
    pyaar ke vaade
    karke nibhaaye
    aankhon mein yeh khwaab liye hun
    saare jahan mein bhatka kiye hum
    haye re dil ki
    kamnaseebi
    humko dil mila na kisi roop ki kali ka ...
    Kaise jeet lete hain log dil kisi ka ?
    koi to sikha de humein pyaar ka saleeka ....:p

    Humne na dekha
    julfon ka sawan
    humne na thaama
    koi daaman
    le ke chale koi
    humko wahan par
    rehte hain dildaar jahan par
    haay re dil ki kamnaseebi
    humko to mila na pata
    yaar ki gali ka ...

    Kaise jeet lete hain log dil kisi ka ?
    koi to sikha de humein pyaar ka saleeka ....:p

    LOL

  2. #662
    wah wah anil bahut khub jawab tha.maan gayi bhai tere hunar ko.
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  3. #663
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    wah wah anil bahut khub jawab tha.maan gayi bhai tere humur ko.

    he he he he

    thanks !

    hope others read it as well :D:p

    i at least expect a few to comment ! lol

  4. #664
    i hope so too
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    he he he he

    thanks !

    hope others read it as well :D:p

    i at least expect a few to comment ! lol
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  5. #665
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    i hope so too
    waah mansi , maniisha and nysa to jaroor karengi reply :D datta na jaa untai :p

  6. #666
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Started with the "eyes" of the beloved ... End the day with the other side of things ....

    Apni aankhon mein basaakar
    koi ikraar karoon
    jee mein aata hai ki jee bhar ke tujhe pyaar karoon .....
    Apni aankhon mein basaakar
    koi ikraar karoon

    maine kab tujhse jamaane ki khushi maangi hai
    ek halki si mere lab ne hasi managi hai
    saamne tujhko bitha kar tera deedar karoon
    jee mein aata hai ki jee bhar ke tujhe pyaar karoon ...

    saath choote na kabhi tera
    yeh kasam le loon
    har khushi de ke tujhe tere sanam gum le loon ...
    har khushi de ke tujhe tere sanam gum le loon ...
    haaye main kis tarah se pyaar ka ijhaar karoon ?
    jee mein aata hai ki jee bhar ke tujhe pyaar karoon ....
    apni aankhon mein basakar ...

    =================

    Ciao.

  7. #667
    koee hotaa jis ko apanaa, hum apanaa kah lete yaaro paas naheen to door hee hotaa, lekeen koee
    meraa apanaa aakho mein neend naa hotee, aansoo hee tairate rahate khwaabaane mein jaagate hum
    raat bhar koee to gam apanaataa, koee to saathee hotaa bhoolaa huaa koee waadaa, beetee huyee
    kuchh yaade tanahaee doharaatee hain raatabhar koee dilaasaa hotaa, koee to apanaa hotaa
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  8. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (September 16th, 2014)

  9. #668
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    koee hotaa jis ko apanaa, hum apanaa kah lete yaaro paas naheen to door hee hotaa, lekeen koee
    meraa apanaa
    To continue from you Ritu......

    koee nahee hain fir bhee hain muz ko, kyaa jaane kiskaa intajaar
    ye bhee naa jaanoo, laharaake aanchal kisako bulaaye baar baar

    sochoo ye hai ungaliyaan kis ke pyaar kee
    gaalon ko chhuye jo daalee bahaar kee
    kaun hain aye hawaa, aye bahaar

    paanee mein chhabee main dekhoo khadee khadee
    baalon mein sajaa ke kaliyaan badee badee
    fir banoo aap hee bekraar

    waadee mein nishaan mere hee paanw ke
    foolon pe hain rang meree hee chhaanw ke
    fir bhee kyon aaye naa aetbaar
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  10. #669

    neels in continauation of your song

    Aayega Aayega Aanewala
    Aayega aayega aayegaAayega aane waala,
    aayega aayega aayega
    Deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain
    Koi nahin chalaata, aur teer chal rahe hain -
    Tadpega koi kab tak beaas besahaare -
    Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
    Aayega aayega aayegaAayega aane waala,
    aayega aayega aayega
    Bhatki hui jawaani manzil ko dhoondti hai -
    Maajhi bagair nayya saahil ko dhoondti hai -
    Kya jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare -
    Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
    Aayega aayega aayegaAayega aane waala,
    aayega aayega aayega aayega
    Last edited by ritu; July 13th, 2008 at 10:18 AM.
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  11. #670
    golmaal hai bhai sab golmaal hai....:rock

  12. #671

    Wink Ahem Ahem !

    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Started with the "eyes" of the beloved ... End the day with the other side of things ....

    Apni aankhon mein basaakar
    koi ikraar karoon
    jee mein aata hai ki jee bhar ke tujhe pyaar karoon .....
    Apni aankhon mein basaakar
    koi ikraar karoon

    maine kab tujhse jamaane ki khushi maangi hai
    ek halki si mere lab ne hasi managi hai
    saamne tujhko bitha kar tera deedar karoon
    jee mein aata hai ki jee bhar ke tujhe pyaar karoon ...

    saath choote na kabhi tera
    yeh kasam le loon
    har khushi de ke tujhe tere sanam gum le loon ...
    har khushi de ke tujhe tere sanam gum le loon ...
    haaye main kis tarah se pyaar ka ijhaar karoon ?
    jee mein aata hai ki jee bhar ke tujhe pyaar karoon ....
    apni aankhon mein basakar ...

    =================
    Ciao.
    Yeh ladka hai allah kaisa hai deewana
    Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana Ke dheere dheere
    dil beqaraar hota hai Hote hote hote,
    pyaar hota hai Ho, yeh ladka hai allah kaisa hai deewana
    Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana
    Ke dheere dheere dil beqaraar hota hai Hote hote hote,
    pyaar hota hai Ho,
    yeh ladka hai allah kaisa hai deewana Humne to itna dekha,
    humne to itna sikha Dil ka sauda hota hai sauda zindagi ka Ho,
    humne to itna dekha,
    humne to itna sikha Dil
    ka sauda hota hai sauda zindagi ka Milte hi kaise
    koi hota hai deewana Kitna mushkil hai tauba
    isko samjhaana Ke dheere dheere dil beqaraar hota hai Hote hote hote,
    pyaar hota hai Ho,
    yeh ladka hai allah kaisa hai deewana Ho sakta hai dekho na,
    samjho mitti ko sona Pal bhar kahasna ho jaaye jeevan bhar ka rona Haan, ..........
    Last edited by Maniisha; July 13th, 2008 at 07:10 PM.
    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”

    Best Regards,
    Maniisha

  13. #672
    gud reply
    Quote Originally Posted by maniisha View Post
    Yeh ladka hai allah kaisa hai deewana
    Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana Ke dheere dheere
    dil beqaraar hota hai Hote hote hote,
    pyaar hota hai Ho, yeh ladka hai allah kaisa hai deewana
    Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana
    Ke dheere dheere dil beqaraar hota hai Hote hote hote,
    pyaar hota hai Ho,
    yeh ladka hai allah kaisa hai deewana Humne to itna dekha,
    humne to itna sikha Dil ka sauda hota hai sauda zindagi ka Ho,
    humne to itna dekha,
    humne to itna sikha Dil
    ka sauda hota hai sauda zindagi ka Milte hi kaise
    koi hota hai deewana Kitna mushkil hai tauba
    isko samjhaana Ke dheere dheere dil beqaraar hota hai Hote hote hote,
    pyaar hota hai Ho,
    yeh ladka hai allah kaisa hai deewana Ho sakta hai dekho na,
    samjho mitti ko sona Pal bhar kahasna ho jaaye jeevan bhar ka rona Haan, ..........
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  14. #673
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    Ahaan ....

    O ho .......
    oooo .....

    Banno ki saheli , resham ki dori :p
    chup chup ke sharmaaye dekhe chori chori
    yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya
    yeh ladki haaye allah , haaye haaye re allah

  15. #674

    ye mansiii ki traf se gaana@anil

    Didi Tera Devar Deewana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,
    Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.

    Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,
    Magar Woh Chuaare Le Aaya Deewana,
    Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,
    Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,
    Pagla Hai Koi Usko Bataana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...

    Main Boli Ke Laana Tu Mitti Pahaadi,
    Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,
    Main Boli Thi La Do Mujhe Tu Khataayi,
    Woh Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,
    Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...

    Bhabhi Teri Behna Ko Maana,
    Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana,
    Rabba Mere Mujhko Bachaana,
    Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana...

    Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,
    Khatavaar Hoon Main Na Aaya Nibhaana,
    Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,
    Aji Meri Mushkil Tabhi Door Hogi,
    Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana,
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    O ho .......
    oooo .....

    Banno ki saheli , resham ki dori :p
    chup chup ke sharmaaye dekhe chori chori
    yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya
    yeh ladki haaye allah , haaye haaye re allah
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  16. #675
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    Didi Tera Devar Deewana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,
    Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.

    Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,
    Magar Woh Chuaare Le Aaya Deewana,
    Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,
    Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,
    Pagla Hai Koi Usko Bataana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...

    Main Boli Ke Laana Tu Mitti Pahaadi,
    Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,
    Main Boli Thi La Do Mujhe Tu Khataayi,
    Woh Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,
    Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana,
    Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...

    Bhabhi Teri Behna Ko Maana,
    Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana,
    Rabba Mere Mujhko Bachaana,
    Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana...

    Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,
    Khatavaar Hoon Main Na Aaya Nibhaana,
    Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,
    Aji Meri Mushkil Tabhi Door Hogi,
    Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana,
    Na Di , manne na khelna in baavli choriyaan gel :P :P :D

  17. #676
    hahaha seedhe seedhe haar man lo na in ladkio se.
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Na Di , manne na khelna in baavli choriyaan gel :P :P :D
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  18. #677
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    Aayega Aayega Aanewala
    Aayega aayega aayegaAayega aane waala,
    aayega aayega aayega
    Aane waala kal ek sapna hai
    Guzra hua kal bas apna hai) - 2
    Hum guzre kal mein rehte hain
    Yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2

    Aane waala kal ek sapna hai
    Guzra hua kal bas apna hai
    Hum guzre kal mein rehte hain
    Yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2

    Mere tan mann ke armaan apne tan mann se poochho
    Inki chhun chhun ka matlab dil ki dhadkan se poochho
    Duniya saare zamaane le le, daulat le le, khazaane le le
    Loot sake na jisko zamaana, humko ek pal aisa de de
    Pyaar ke rangeen mausam sab jis pal mein rehte hain
    Waqt ke sachche nagme jis pal mein rehte hain

    Aane waala kal ek sapna hai
    Guzra hua kal bas apna hai
    Hum guzre kal mein rehte hain
    Yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2

    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  19. #678

    from movie bahu begam

    hum intzaar karege tear quayamat tak
    khuda kare ke quamayt ho aur tu aaye[
    quote=neels;175131]Aane waala kal ek sapna hai
    Guzra hua kal bas apna hai) - 2
    Hum guzre kal mein rehte hain
    Yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2

    Aane waala kal ek sapna hai
    Guzra hua kal bas apna hai
    Hum guzre kal mein rehte hain
    Yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2

    Mere tan mann ke armaan apne tan mann se poochho
    Inki chhun chhun ka matlab dil ki dhadkan se poochho
    Duniya saare zamaane le le, daulat le le, khazaane le le
    Loot sake na jisko zamaana, humko ek pal aisa de de
    Pyaar ke rangeen mausam sab jis pal mein rehte hain
    Waqt ke sachche nagme jis pal mein rehte hain

    Aane waala kal ek sapna hai
    Guzra hua kal bas apna hai
    Hum guzre kal mein rehte hain
    Yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2

    [/quote]
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  20. #679

    Smile Jaane Tu…Ya Jaane Na - A R Rahman

    Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
    Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
    Aise mein koi kaise apne aasuon ko behne se roke?
    Aur kaise koi soch le everything’s gonna be ok?

    Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi naa khushi aur naa mazaa,
    Kabhi kabhi to lage har din mushkil aur har pal ek sazaa,
    Aise mein koi kaise muskuraye, kaise hass de khush hoke?
    Aur kaise koi soch le everything gonna be ok?

    Soch zara jaane jaa tujhko hum kitna chahte hai,
    Rote hai hum bhi agar teri aankhon mein aasu aate hai,
    Gaana to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hai,
    Ki aditi maan kabhi , kabhi saare jahan mein andhera hota hai,
    Lekin raat ke baad hi to savera hota hai..

    Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
    Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
    Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
    Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..

    Tu khush hai to lage ki jahan mein chayee hai khushi,
    Sooraj nikle badlon se,aur baaten zindagi,
    Sun to zara madhosh hawa tujhse kehne lagi,
    Ki aditi wo jo bichadte hai ek naa ek din phir mil jaate,
    Aditi, jaane tu ya jaane naa phool phir khil jaate hai..

    Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
    Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
    Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
    Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..

    Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
    Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..
    Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
    Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..

    Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
    Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..
    Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
    Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..
    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”

    Best Regards,
    Maniisha

  21. #680
    manisha its very simple nice and so touchy song.thanks 4 posting it.
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •