Page 36 of 79 FirstFirst ... 26 32 33 34 35 36 37 38 39 40 46 ... LastLast
Results 701 to 720 of 1570

Thread: Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

  1. #701

    Smile

    Thanks Anil & Ritu Bhabhi
    Mine fav too ..


    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Liked this one from movie Sangharsh:
    mujhe raat din bas mujhe chahti ho
    kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
    haan karoon kya mujhe tum batati nahi ho
    chupaati ho mujhse yeh tumhari khata hai
    mujhe raat din bas mujhe chahti ho .....

    Quote Originally Posted by ritu View Post
    Dhaage tod aalo chandani se noor ke
    Ghoonghat hi banalo roshini se noor ke
    Sharma gai to aagosh mein lo
    ho Saaaso se uljhi rahi meri saasein
    Bol Na Halke Halke
    hooth se halke halke
    bol na halke
    Upar khuda aasmaan neeche jahaan
    Sab hain magar haaye tujhe dhoonde nazar
    Tu aaya na aayi khabar
    Balama jalama, balama jalama
    Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
    Tere bin
    Tere bin nahi jeena mar jaana dholna - 4

    Balama jalama
    Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
    Tere bin
    Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
    Tere bin nahi jeena mar jaana dholna

    Kuch nahi haath mere sab kuch le gaya tu
    Chhor gaya bas yaadein
    Kuch nahi haath mere sab kuch le gaya tu
    Chhor gaya bas yaadein
    Kitne geet the in honthon par
    Ab kitni bhari yaadein
    Tu kahan kho gaya bewafa ho gaya
    Sach bata pyaar mein jhoot nahi bolna
    Tere bin
    Tere bin nahi jeena mar jaana dholna - 4
    Last edited by Maniisha; July 24th, 2008 at 11:09 PM. Reason: spelling mistake
    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”


    Best Regards,
    Maniisha


  2. #702
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Har sant kahe, saadhu kahe
    Sach aur saahas hai jiske mann mein
    Ant mein jeet usiki rahe


    Aaja re aaja re, aaja re aaja re
    Bhale kitne lambe ho raste, ho
    Thake na tera yeh tan, ho
    Aaja re aaja re, sun le pukaare dagariya
    Rahe na yeh raste taraste, ho, tu aaja re
    Is dharti ka hai raja tu, yeh baat jaan le tu
    Kathinaayi se takraa ja tu, nahin haar maan le tu
    Mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
    Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re
    O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
    Dharti apni hai, apna ambar hai re
    Tu aaja re

    ...................................


    2)

    mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho - 2
    tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
    .......

  3. #703

    Zara si aahat hoti..........haqikat

    Zindagi mein koee jab itana karib ho jae ki aap us shakhs ke saye mein bhi usakee khushaboo mahasoos karane lagen.. door se aate usake padachapon ko sun kar aapake hriday kee dhadkan tivr gati se chalane lage, gahe-bagahe aapakee aankhon ke samane usi kee chhavi ubharane lage, tab samajh lijie ki aap bhagavan kee banaee sabase hasin niyamat 'prema' kee giraft mein hain.
    Aisi hi bhavanaon ko lekar mashahoor shayar Kaifi Azmi ne 1964 mein film haqiqat mein ek pyara sa nagma likha tha. 'haqikata' bharat chin yuddh ke paripekshy mein chetan aanand dvara banaee gaee thi jo is tarah kee pahali film thi. yuddh kee asafalata se aahat bharatiy janamanas par is film ne ek maraham ka kam kiya tha. film to sarahi gaee hi isamein diya Madanmohan ka sangeet behad charchit raha.

    vaise to sara geet hi prem ras se sarabor hai par geet ka mukhada dil mein aesi tasir chhodta hai jise lafjon se bayan kar pana mushkil hai.

    zara si aahat hoti hai to dil sochata hai
    kahin ye vo to nahin, kahin ye vo to nahin
    zara si aahat hoti hai ...

    chhup ke sine mein koee jaise sada deta hai
    sham se pahale diya dil ka jala deta hai
    hai usi kee ye sada, hai usi kee ye ada
    kahin ye vo to nahin ...

    shakl firati hai nigahon mein vo hi pyari si
    meri nas-nas mein machalane lagi chingari si
    chhoo gaee jism mera kisake daman kee hava
    kahin ye vo to nahin ...


    Film : Haqikat
    Geetkar : Kaifi Aazami
    Sangeetkar : Madan Mohan
    Gayika : Lata Mangeshkar

    योगेन्द्रसिंह

    Treat Life As Sea, Heart as Seashore and Friends like waves.
    It never matters how many waves are there?
    What matters is which one touches the Seashore.

  4. #704
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Gazql by Ghulam Ali , dont know whether it is already been produced here :

    Listened to it today and loved it!


    ==============

    Kal Chaudhavin ki raat thi
    shab bhar raha charcha tera
    kuch ne yeh chaand hai
    kuch ne kaha chehra tera .....
    kal chaudhvin ki raat ........



    hum bhi wahin maujood they
    humse bhi sab poocha kiye
    hum has diye hum chup rahe
    manjoor tha parda tera ...
    kal chaudvin ki raat .............



    is shehar mein kisse milein?
    hum se to chooti mehfilein
    har shaksh tera naam le
    har shaksh deewana tera
    kal chaudvin ki raat thi ......



    kooche ko tere chod kar
    jogi hi ban jaayein magar
    jungle tere parbat tere
    basti teri sehra tera
    kal chaudvin ki raat .........


    ataa pesh kar raha hun ... Insha ji ki gajal hai ...


    bedard sunni ho to chal
    kehta hai kya achi gajal
    aashiq tera rooswa tera
    shayar tera Insha tera .....
    kal chaudvin ki raat thi .....

  5. #705
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Friday night does not suit the song because might be some can take it the other way :p

    ======================


    Teri nigaah se aisi sharaab pee maine
    ki fir na kabhi hosh ka daawa kiya kabhi maine
    woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi
    nigaah-e-yaar se paayi hai jindagi maine....



    Ae gam-e-jindagi , kuch to de mashvira
    ek araf uska ghar , ek taraf maikadaa
    main kahan jaaon , hota nahi faislaa
    ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa .....


    ek taraf baam par koi gulfaam hai
    ek taraf mehfil-e-baadaav jaam hai
    dil ka dono se hai kuch na kuch waasta
    ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ....



    uske dar se utha to kidhar jaaonga ?
    maikada chhod doonga to mar jaaonga
    sakht mushkil mein hun kya akroon ae khuda
    ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ......


    jindagi ek hai aur talabgaar do
    jaan akeli magar jaan ke haqdaar do
    dil bata pehle kiska karoon haq adaa...
    ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ......



    is taaluk ko main kaise todun jafar
    kisko apnaaon main kisko chodun jafar
    mera dono se rishta hai najdeek ka
    ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ......

    Ae gam-e-jindagi , kuch to de mashvira
    ek araf uska ghar , ek taraf maikadaa
    main kahan jaaon , hota nahi faislaa
    ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa .....

  6. #706
    yeah,,,this song is wonderfu;l,,his voice is heavenly
    my Favourite ..

    but alwaz fail to listen to it on youtube
    is there any other site as well?
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Gazql by Ghulam Ali , dont know whether it is already been produced here :

    Listened to it today and loved it!


    ==============

    Kal Chaudhavin ki raat thi
    shab bhar raha charcha tera
    kuch ne yeh chaand hai
    kuch ne kaha chehra tera .....
    kal chaudhvin ki raat ........



    hum bhi wahin maujood they
    humse bhi sab poocha kiye
    hum has diye hum chup rahe
    manjoor tha parda tera ...
    kal chaudvin ki raat .............



    is shehar mein kisse milein?
    hum se to chooti mehfilein
    har shaksh tera naam le
    har shaksh deewana tera
    kal chaudvin ki raat thi ......



    kooche ko tere chod kar
    jogi hi ban jaayein magar
    jungle tere parbat tere
    basti teri sehra tera
    kal chaudvin ki raat .........


    ataa pesh kar raha hun ... Insha ji ki gajal hai ...


    bedard sunni ho to chal
    kehta hai kya achi gajal
    aashiq tera rooswa tera
    shayar tera Insha tera .....
    kal chaudvin ki raat thi .....
    -There are no bad people in this world..they are either good or amusing.

    ...La Vida es Bella....

  7. #707

    Smile Kaisi Hai Yeh Rut - Dil Chahta hai

    (Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
    Ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein)- 2
    Chaandni, Jharne, Ghataayein, Geet, Baarish, Titliyaan
    Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
    Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile

    Dekho, Nadi Ke Kinaare
    Panchhi Pukaare Kisi Panchhi Ko
    Dekho, Yeh Jo Nadi Hai
    Milne Chali Hai Saagar Hi Ko
    Yeh Pyaar Ka Hi Saara Hai Caarvaan
    Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile

    Oh, Kaise Kisi Ko Bataaye
    Kaise Yeh Samjhaaye, Kya Pyaar Hai
    Is Mein Bandhan Nahin Hai
    Aur Na Koi Bhi Deevaar Hai
    Suno Pyaar Ki Niraali Hai Daastaan
    Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
    Ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein
    Chaandni, Jharne, Ghataayein, Geet, Baarish, Titliyaan
    Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
    Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”


    Best Regards,
    Maniisha


  8. #708
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by deepshi View Post
    yeah,,,this song is wonderfu;l,,his voice is heavenly
    my Favourite ..

    but alwaz fail to listen to it on youtube
    is there any other site as well?
    Hi Deepshi,

    I have it on my system, can email you (approx 6 mb , so doable). Feel free to drop me your email id on anilsinghd1@gmail.com

    Regards,
    Anil

  9. #709
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Tumhi dekho na
    yeh kya ho gaya ?
    tumhara hun main
    aur tum meri
    main hairaan hoon
    tumhe kya kahoon
    ki din mein hui kaise chaandni
    jaagi jaagi si hai
    fir bhi khwaabon mein hai
    khoyi khoyi jindagi .......



    behke behke se man
    mehke mehke se tan
    ujli ujli fijaaon mein hain
    aaj hum hain jahaan
    kitni rangeeniyaan
    chalki chalki nigaahon mein hai
    neeli neeli ghataon se hai chan rahi
    halki halki roshni .....
    Tumhi dekho na
    yeh kya ho gaya ?
    tumhara hun main
    aur tum meri
    main hairaan hoon
    tumhe kya kahoon
    ki din mein hui kaise chaandni
    ?


    main to anjaan thi
    Yun bhi hoga kabhi
    pyaar barsega yun toot ke
    sach yeh ikraar hai
    sach yahi pyaar hai
    baaki bandhan hain sab jhoot ke
    meri saanson mein hai
    ghul rahi pyaar ki
    dheemi dheemi raagini
    Tumhi dekho na
    yeh kya ho gaya ?
    tumhara hun main
    aur tum meri
    main hairaan hoon
    tumhe kya kahoon
    ki din mein hui kaise chaandni

  10. #710

    kaha tak ye man ko

    Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kabhi Sukh Kabhi
    Dukh Yehi Zindagi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do
    Ghadi Hai Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey Bhaley
    Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Magar Apne Man Mein Tu Rakh
    Yeh Bharosa Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To
    Dhalengey Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Lahar Pyar
    Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Usey Ek Din To Kinare Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To
    Dhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  11. #711
    Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh
    dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein Chupa hai koi ranj fiza ki
    chilman mein Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoyi si
    baatein hain Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa
    khafa hai gulsan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Kaise kahen kya hai sitam Sochte
    hai abb yeh hum Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare Karte to hai saath safar Fasle hain phir
    bhi magar Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare Pass hain phir bhi paas nahi Humko yeh gum
    raas nahi Seeshe ki ek diware hai jaise darmiyan Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke
    dhare hain Aur dil mein koi khoyi si baatein hain Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke
    hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman
    mein Humne ne jo tha nagma suna Dil ne tha usko chuna Yeh dastan humen vaqt ne kaise
    sunai Humjo agar hai gumgin Woh bhi udhar khush to nahi Mulakato mein jaise ghul si gai
    tanhai Milke bhi hum milte nahi Khilke bhi gul khilte nahi Aankhon mein hai baharein dil mein
    khilza Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoyi si baatein
    hain o hoo Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa
    khafa hai gulsan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  12. #712
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Must Listen
    http://www.youtube.com/watch?v=9hxm0...eature=related

    Tera naam liya toh
    yaad aayi kahani
    hum saath they dono
    jise bhool saka na
    tum hi to ho
    tum hi to ho
    o dildaar sun le
    mere pyaar sun le
    yeh pukaar sun le
    tu ek baar sun le


    dil ka iraada tha
    tera bhi waada tha
    dhoondenge khushiyaan
    gum bhi milenge
    mil ke rahenge sada
    dono deewane they
    sapne suhaane they
    saara jamana ho jaaye dushman
    honge kabhi na juda
    mil ke rahenge sada
    gaya chain o sajna
    roye nain o sajna
    sooni rain o sajna
    ooo ghar bain o sajna



    woh bhi jamana tha
    yeh bhi jamana hai
    shaam savere rehte they jis mein
    woh dil tod diya
    tumne bhulaya kyun
    jee ko jalaya kyun
    mil ke chale they fir kyun
    tumne raste mein chod diya
    woh dil tod diya
    tujhe yaar o sajna
    oo mile pyaar o sajna
    mere jaisi na ho
    teri haar o sajna

    tera naam liya toh
    yaad aayi kahani
    hum saath they dono
    jise bhool saka na
    tum hi to ho
    tum hi to ho
    tum hi to ho
    o didaar sun le
    mere pyaar sun le
    yeh pukar sun le
    bas ek baar sun le
    o dildaar sun le
    mere pyaar sun le ...

  13. #713
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Another one of my favo list:


    Aaj dil dukha hai
    tum yaad aaye
    anjaane log hain
    apne kahan dhoond paayein
    jaagein hain soye nahi
    aisi hai meri yeh bechaini
    din bhi wahi
    raatein wahin
    saanson mein saansein hai nahi
    ummmhmmm....ummmhmmm....



    shaamein ab dhalti nahi
    aanchal jo tera simat jaaye
    aap yahan hamesha rahein
    doorie rahe na ho faasle
    ummmhmmm....ummmhmmm....

    Jaagein hain soye nahi
    aisi hai meri yeh bechaini
    din bhi wahi
    raatein wahin
    saanson mein saansein hai nahi
    ummmhmmm....ummmhmmm....

    Ab agar tum mile toh
    itna yakeen hai
    has denge hum toh
    ronaaa nahi hai .............

  14. #714
    song deleted
    Last edited by brahmtewatia; August 4th, 2008 at 02:50 PM.
    ! ... be BOLD in what you stand for !
    !! ... i've the simplest tastes, i'm always satisfied with the best !!
    !!! ... be yourself, everyone else is already taken !!!

  15. #715

    anil bhai only for you


    Kahii Karatii Hogii, Vo Meraa, I.Ntazaar
    Jisakii Tamannaa Me.N, Phirataa HuuN Beqaraar
    Dur ZulfoN Ki ChhaaoN Se,
    Kahataa Huu.N Mai.N HavaaoN Se
    Usii But Ki Adaao.N Ke, Afasaane Hazaar
    Vo Jo Baaho.N Me.N Machal Jati,
    Hasarat Hii Nikal Jati,
    Meri Duniya Badal Jati, Mil Jaataa Qaraar
    KahiiN Karatii Hogii ...
    KahiiN Baithii Hogii Raaho.N MeN
    Gum Apanii Hii Baaho.N Me.N
    Liye Khoyii Sii Nigaaho.N Me.N, Khoyaa Khoyaa Sa Pyaar
    Saayaa Rukii Hogii Aa.Nchal Kii
    Chup Hogii Dhun Paayal Kii
    Hogii Palako.N Me.N Kaajal Kii, Khoyii Khoyii Bahaar
    Kahii.N Karatii Hogii ...
    Aramaan Hai Koi Paas Aaye,
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  16. #716
    dukh ho yaa sukh jab sadaa sang rahe naa koy
    fir dukh ko apanaaeeye, ke jaaye to dukh naa hoy

    raahee manawaa dukh kee chintaa kyo sataatee hain, dukh to apanaa saathee hain
    sukh hain yek chhaanw dhalatee aatee hai, jaatee hain, dukh to apanaa saathee hain

    door hain manjil door sahee, pyaar humaaraa kyaa kam hain
    pag mein kaante laakh sahee, par ye sahaaraa kyaa kam hain
    humaraah tere koee apanaa to hain
    sukh hain yek chhaanw dhalatee aatee hain, jaatee hain

    dukh ho koee tab jalate hain, path ke deep nigaahon mein
    itanee badee is duniyaan kee, lanbee akelee raahon mein
    humaraah tere koee apanaa to hain
    sukh hain yek chhaanw dhalatee aatee hain, jaatee hain
    ♥♥♥♥♥♥♥♥♥
    I m,Wat I m...........
    ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
    ♥ adorable
    ♥ good sense of humour
    ♥ My mood is my personality

  17. The Following User Says Thank You to malikraj007 For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  18. #717
    Well, Today I luckily happend to listen some wonderful soothing soft Rock nos from forthcoming movie 'Rock on!!' and I'm totally spellbound to hear this absolutely soul soothing song 'Phir Dekhiye' with deep touching lyrics!!

    Enchanting, impressive sounding Caralisa Monteiro's subtle vocals make mood mushier by ushering out emotions of dreams and hope in the magnificently rendered "Phir Dekhiye". S-E-L makes delectable use of rhythmical guitar and piano works that gel perfectly with silken feminine vocal moves. It's delightfully gleaming soft number that will be adding dollops of sentimental delights in tender moments and surely will be making the singer proud of her remarkable rendition.
    * S-E-L : Shankar, Ahesaan n Loy

    Caralisa Monteiro - Phir Dekhiye

    Aankhon Mein Jis Ke Koi To Khwaaab Hai
    Khush Tha Wahin Jo Thoda Betaaab Hai
    Zindagi Mein Koi Arzooo Kijiye
    Phir Dekhiye ……

    Hoton Pe Jis Ke Koi To Geeet Hai
    Woh Haare Bhi To Us Ki Hi Jeeet Hai
    Dil Mein Jo.. Geet Hai Gun Guna.. Lijiye
    Phir Dekhiye……

    Yaadon Mein Jis Ke Kisi Ka Naaam Hai
    Sapno Ke Jaise Us Ki Har Shaaam Hai
    Koi To Ho Jise Apna Dil.. Dijiye
    Phir Dekhiye…

    Khwab Bhun.. Yeh Zara Geet Sun.. Yeh Zara
    Phool Chun.. Yeh Zara...
    Phir Dekhiye…

    http://in.youtube.com/watch?v=NZdL26YerGA

    Rock on
    Jit
    Last edited by cooljat; August 4th, 2008 at 06:39 PM.
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  19. #718

    Smile

    kitne ajeeb rishtey hai yaha pe
    do pal milte hai saath saath chalte hai
    jab mod aaye toh bach ke nikalte hai
    kitne ajeeb rishtey hai yaha pe
    do pal milte hai saath saath chalte hai
    kitne ajeeb rishtey hai yaha pe

    yaha sabhi apni hi dhun main deewane hai
    kare wahi jo apna dil ki hi mane hai
    kaun kisko pooche kaun kisko bole
    sabke labon par apne tarane hai
    le jaye nasib kisiko kahape
    kitne ajeeb rishtey hai yaha pe

    khwaabon ki yeh duniya hai khwaaboh main hi rehna hai
    raahen le jaye jaha sangh sangh chalna hai
    waqt ne hamesha yaha naye khel khele
    kutch bhi ho jaye yaha bas khush rehna hai
    manzil lage kareeb sabko yahape
    kitne ajeeb rishtey hai yaha pe
    do pal milte hai saath saath chalte hai
    jab mod aaye toh bach ke nikalte hai
    kitne ajeeb rishtey hai yaha pe
    Last edited by Maniisha; August 5th, 2008 at 03:01 PM.
    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”


    Best Regards,
    Maniisha


  20. The Following User Says Thank You to Maniisha For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  21. #719

    Koi ye kaise bataye ke wo tanhaa kyon hain

    KOI YE KAISE BATAYE KE WO TANHA KYON HAIN
    WO JO APNA THAA WOHI AUR KISI KA KYON HAIN
    YAHI DUNIYA HAI TO PHIR AISI YE DUNIYA KYON HAIN
    YAHI HOTAA HAI TO AAKHIR YAHI HOTAA KYON HAIN

    KOI YE KAISE BATAYE KE WO TANHA KYON HAIN...

    EK ZARAA HAATH BADHA DE TO PAKAD LE DAAMAN
    USKE SINE ME SAMAA JAYE HAMARI DHADHKAN
    ITANI QURBAT HAI TO PHIR FANSLA ITANAA KYON HAIN

    KOI YE KAISE BATAYE KE WO TANHA KYON HAIN...

    DIL-E-BARBAD SE NIKALA NAHI AB TAK KOI
    EK LUTE GHAR PE DIYA KARTA HAI DASTAK KOI i
    AAS JO TOOT GAYI PHIR SE BANDHATAA KYON HAIN


    KOI YE KAISE BATAYE KE WO TANHA KYON HAIN...


    TUM KHUSHI KA KAHO ISE YA GHAM KA RISHTA
    KAHTE HAIN PYAR KA RISHTA HAI JANAM KA RISHTA
    HAI JANAM KA JO YE RISHTA TO BADALTAA KYON HAIN


    KOI YE KAISE BATAYE KE WO TANHA KYON HAIN...




    LYRICS : KAIFI AZAMI
    योगेन्द्रसिंह

    Treat Life As Sea, Heart as Seashore and Friends like waves.
    It never matters how many waves are there?
    What matters is which one touches the Seashore.

  22. The Following User Says Thank You to ysjabp For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  23. #720
    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

    Jaane Tu Ya Jaane Na
    Maane Tu Ya Maane Na
    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

    Dhuaan Dhuaan Tha Vo Samaan
    Yahan Vahan Jaane Kahan
    Tu Aur Main Kahin Milay Thay Pehle
    Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha

    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
    Jaane Tu Ya Jaane Na
    Maane Tu Ya Maane Na

    Tu Bhi Rahi Mere Liye
    Main Bhi Raha Tere Liye
    Pehle Bhi Main Tujhko Baahon Mein Leke
    Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya

    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
    Jaane Tu Ya Jaane Na
    Maane Tu Ya Maane Na

    Dekho Abhi Khona Nahin
    Kabhi Juda Hona Nahin
    Ab Khel Mein Yoohin Rahenge Hum Dono
    Vaada Raha Ye Is Shaam Ka

    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
    Jaane Tu Ya Jaane Na
    Maane Tu Ya Maane Na

    Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
    Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •